Strumenti
Ensembli
Opera
Compositori
Esecutori

Testo: Aag Ki Tarah. Aaroh.

Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Zindagi Kay Hazaar Pehlu Hain
Zindagi Hai Kay Aik Afsaana
Na Suna Saka Kisiko
Haal-e-Zaar Apna

Na Suna Saka Kisiko
Haal-e-Zaar Apna
Tera Raaz Khul Na Jaye
Meray Ghum Ki Daastan Say

Tera Raaz Khul Na Jaye
Meray Ghum Ki Daastan Say

Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Udaas Aankhon Main Uska Chehra Hai
Dil Main Bhi Uski Yaad Baaqi Hai
Zara Dil Pay Haath Rakh Kar
Meray Hamnasheen Bata Day

Zara Dil Pay Haath Rakh Kar

Meray Hamnasheen Bata Day
Tujhay Kya Diya Jahan Nay
Mujhe Kya Mila Jahan Say

Tujhay Kya Diya Jahan Nay
Mujhe Kya Mila Jahan Say

Mujhe Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan

Aag Ki Tarah